Kabhi jalwa kabhi parda yeh tamasha kya hai,
Mujko madhosh sa kar rakha hai teri ankhon ne,
Warna ay .saQi. tere mekhanay mein aur rakha kya hai,
Dekh Laila teray Majnon ka kaleja kya hai,
Khak mein mil k b kehta k bigra kya hai,
Ye surahi sa badan le k mere saamne na aya kro,
Me sharabi hon sharabi ka bharosa kia hai.
Apne hontön ko mere honton se chhone to do.
Ek do ghont se botal ka bigarta kya hai.
No comments:
Post a Comment