Pages

Monday, April 12, 2010

Best Message

Khamoshi mai shoor tha main nay suna kuch bhi nahi.
us ne sub kuch keh diya, lakin kaha kuch bhi nahi.
Hukam ye mila mujhe us k siwa kuch b mang loon
hath Uth gaye dast-e-dua, lab pe dua kuch bhi nahi. . . !

No comments:

Post a Comment