Pages

Monday, March 22, 2010

Funny

1 aadmi ki car se Kaowa takra k behosh ho gaya.
Aadmi Kaowe ko ghar le gaya 
Or pinjre mein bund kar dya.
Kaowa jaag k bola Oh God jail?
Lagta he drivar mar gaya.

No comments:

Post a Comment