Pages

Wednesday, February 17, 2010

Yaad

Aj Rotha howa ek dost bohat yaad aya.

acha guzra howa waqt bohat yaad aya

jo merey dard ko seeney main chupaa leeta tha

Aaj jab dard howa to wo bohat yaad aya.

No comments:

Post a Comment