"UNHEIN KOI YAAD KERTA HAI"
Ay "Barish" apny nannay qatroon sy un k chehry ko bhigo dyna un k gaaloon ko choom lyna un k hathon py bosa dyna aur kehna
"UNHEIN KOI YAAD KERTA HAI"
Ay "phoolon" apni khushbo sy un k ang ang ko mehka dyna un k ghar ko moatr rkhna apni pattiyan un py bikhair dyna unhein halka sa bosa dyna aur khena
"UNHEIN KOI YAAD KERTA HAI"
No comments:
Post a Comment