Pages

Tuesday, February 16, 2010

Sad

Dhonwa bana k fiza me urra diya mujh ko,
Mai jal raha tha kise ne aake bhuja diya mujh ko,

Mai aik zara bulandi ko chone nikla tha,

Hawa ne pathar bana k gira deya mujh ko,

No comments:

Post a Comment