ab kiya likhne ko baqi hai,
ek dil tha so wo toot giya,
ab lutne ko kiya baqi hai,
ek larki ko hum ne chaha tha,
ek rait pe naqsh banaya tha,
in rait k zaroon ko hum ne,
phir apne dil main sajaya tha,
wo rait tu kab ki bikhr gayi,
wo naqsh kahan ab baqi hai,
ab kiya likhain hum kaqhz per,
ab kiya likhne ko baqi hai.
No comments:
Post a Comment